Tera Chehra Jab Nazar Aaye || Arijit Singh || Shabbir Ahmed || Himesh Reshammiya ||

Описание к видео Tera Chehra Jab Nazar Aaye || Arijit Singh || Shabbir Ahmed || Himesh Reshammiya ||

Tera Chehra Lyrics from Sanam Teri Kasam featuring Harshvardhan Rane and Mawra Hocane, the song is sung by Arijit Singh and composed by Himesh Reshammiya.

Song - Tera Chehra
Singer - Arijit Singh
Lyrics - Shabbir Ahmed
Music - Himesh Reshammiya
Label - EROS

Song Lyrics -
Meri bechainiyon ko chain mill jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye

Mere deewanepan ko sabr mil jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye

Zikr tumhara jab jab hota hai
Dekho na aankhon se bheega bheega pyaar beh jaata hai

Meri tanhaiyon ko noor mill jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye

Main raat-din ye duaa karun
Tere liye main jiyun marun
Chaaron pehar tujhe dekha karun
Mera jahan ye tujhpe fanaa karun

Zikr tumhara jab jab hota hai
Dekho na honthon pe tera ehsaas Reh jaata hai

Mere har raaste ko manzil mill jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye

Berang hawayein mujhe naa jaane
De gayi sadaa kyun abhi abhi
Hai sarfaroshi ye aashiqui bhi
Jaayegi jaan meri isme kabhi

Zikr tumhara jab jab hota hai
Dekho na har lamha teri daastaan keh jaata hai

Meri har ik tadap ko sukoon mill jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye


Watch Original Song-
       • Tera Chehra Official Video Song | San...  

I am not the owner of this song . We just edited and published it for entertainment purpose only . All credit goes to the owners .

Keep Supporting and Like Comment and Share this video to everyone and don't forget to SUBSCRIBE .

🫸 Disclaimer 🫷

Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, commenting, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favour of fair use.

Комментарии

Информация по комментариям в разработке