#Jab

Описание к видео #Jab

#Jab pehli nazar meri us #kahby peh jay ge #Dil jhoom sa jay ga main kahby ko dekhu ga#hafizzafran

#Jab Pehli Nazar meri Us Kabey Par Pari Hogi #2022
#YouTube · #Naat Sharif
8_july_2022

#hafizzafran
#naat
#video
#viralvideos
#pakistan

Jab Pehli Nazar Meri Us Kabe Pe Jayegi Lyrics

#Tere haram ki kya baat maula

#Tere karam ki kya baat maula

#Ta-umr kar de aana muqaddar

 

#Rab mujhko bulayega main kaabe ko dekhunga

#Wo din bhi to ayega main kaabe ko dekhunga

 

#Ramzan-ul-mubarak mein wo samne kaabe ke

#Iftar karayega main kaabe ko dekhunga

#Wo din bhi to ayega main kaabe ko dekhunga

 

#Tere haram ki kya baat maula

#Tere karam ki kya baat maula

 

#Maayus nahin hun main Allah ki rahmat se

#Wo hajj pe bulayega main kaabe ko dekhunga

#Wo din bhi to aayega main kaabe ko dekhunga

 

#Kabe pe padi jab pehli nazar

#Kya cheez hai duniya bhool gaya

 #Yun hosh-o-khirad maflooj hue
#Dil zok-e-tamasha bhool gaya

 

Pahuncha jo haram ki chokhat par

Ek abr-e-karam ne gher liya

 

#Baqi na raha phir #hosh mujhe

#Kya mehnga kya kya bhool gaya

 

Jab pahli nazar meri us kabe pe jayegi

Dil jhoom sa jayega main kaabe ko dekhunga

Wo din bhi to aayega main kaabe ko dekhunga

 

#Tere haram ki kya baat maula

#Tere karam ki kya baat maula

 

#In saanso ke rukne se aur mout ke aane se

#Wo pahle bulayega main kaabe ko dekhunga

#Wo din bhi to aayega main kaabe ko dekhunga

 

#Main kaabe ki chadar ko hanthon se pakad lunga

#Dil mera bhar aayega main kaabe ko dekhunga

#Wo din bhi to aayega main kaabe ko dekhunga

 

#Tere haram ki kya baat maula

Tere karam ki kya baat maula

 

#Betabi ye haal-e-dil parwane se mat poochho

#Jab lamha wo ayega main kaabe ko dekhunga

Wo din bhi to aayega main kaabe ko dekhunga

 

Tere haram ki kya baat maula

Tere karam ki kya baat maula

#hajj2022
#hajjmubarakstatus

Комментарии

Информация по комментариям в разработке